Tehzeeb Hafi Famous Shayari - Sad Love Shayari
Ik Tra Hijar Daimi Hai Mujhe
Warna Har Cheez Earzi Hai Mujhe
Aik Saya Marey Taqub Mein
Aik Aawaz Dhoondti Hai Mujhe
Meri Aankhon Pay Do Muqaddas Haath
Yeh Andhera Bhi Roshni Hai Mujhe
Mein Sukhan Mein Hon Is Jagah Ke Jahan
Saans Lena Bhi Shairi Hai Mujhe
In Parindon Se Bolna Seekha
Pairr Se Khamshi Mili Hai Mujhe
Mein Usay Kab Ka Bhool Bhaal Chuka
Zindagi Hai Ke Ro Rahi Hai Mujhe
Mein Ke Kaghaz Ki Aik Kashti Hon
Pehli Barish Hi Aakhri Hai Mujhe
اک ترا ہجر دائمی ہے مجھے
ورنہ ہر چیز عارضی ہے مجھے
ایک سایہ مرے تعاقب میں
ایک آواز ڈھونڈتی ہے مجھے
میری آنکھوں پہ دو مقدس ہاتھ
یہ اندھیرا بھی روشنی ہے مجھے
میں سخن میں ہوں اس جگہ کہ جہاں
سانس لینا بھی شاعری ہے مجھے
ان پرندوں سے بولنا سیکھا
پیڑ سے خامشی ملی ہے مجھے
میں اسے کب کا بھول بھال چکا
زندگی ہے کہ رو رہی ہے مجھے
میں کہ کاغذ کی ایک کشتی ہوں
پہلی بارش ہی آخری ہے مجھے
Tehzeeb Hafi Shayari in Hindi:
इक त्रा हिजर दाईमी है मुझे
वर्ना हर चीज़ अर्ज़ी है मुझे
ऐक साया मारे तकूब में
ऐक आवाज़ ढूंढती है मुझे
मेरी आंखें पे दो मुकद्दस हाथी
ये अंधेरा भी रोशनी है मुझे
में सुखन में होन इस जग के जहान
सांस लेना भी शायरी है मुझे
परिंदों से बोलना सीख में
जोड़ी से खामशी मिली है मुझे
में उसे कब का भूल भूल चूका
जिंदगी है के रो रही है मुझे
में के कागज की एक कश्ती माननीय
पहली बरिश ही आखिरी है मुझे
Tehzeeb Hafi Shayari in English:
I have a permanent Hajj
Otherwise everything is temporary to me
A shadow follows Murray
A voice finds me
Two holy hands over my eyes
This darkness is also light to me
I am speaking in a place where
Breathing is also poetry to me
Learned to speak to these birds
I have found silence from the tree
When did I forget it?
There is life that makes me cry
I am a paper boat
The first rain is the last for me
Other Links
- Quote on Life's Reality- Dil Mohabbat Mein Mubtala Ho Jaye
- Ik Hawiley Hon Uss Ka Dar Bhi Hon
Tags:
Tahzeeb Hafi Ghazal, Love Sad Ghazal, Dard Bhari Ghazal Status, Dukhi Ghazal, Romantic Ghazal, Hindi Urdu Ghazal, Ghazal Urdu, Ghazal Shayari, Urdu Mein Ghazal, Sad Gajal Hindi, Love Sad Shayari, হিন্দি গজল উর্দু গজল, হিন্দি दुखी গজল হিন্দি दुखी शायरी
Post a Comment