Dil Mohabbat Mein Mubtala Ho Jaye - Tehzeeb Hafi

Tehzeeb Hafi Ghazal - Sad Love Shayari


Dil Mohabbat Mein Mubtala Ho Jaye
Jo Abhi Tak Nah Ho Saka Ho Jaye


Tujh Mein Yeh Aib Hai Ke Khoobi Hai
Jo Tujhe Dekh Le Tra Ho Jaye


Khud Ko Aisi Jagah Chupaya Hai
Koi Dhoonday to Laa Pata Ho Jaye


Mein Tujhe Chore Kar Chala Jaoon
Saya Deewar Se Juda Ho Jaye


Bas Woh Itna Kahe Mujhe Tum Se
Aur Phir Cal Munqita Ho Jaye


Dil Bhi Kaisa Darakht Hai Hafi
Jo Teri Yaad Mein Hara Ho Jaye

دل محبت میں مبتلا ہو جائے
جو ابھی تک نہ ہوسکا ہو جائے

تجھ میں یہ عیب ہے کہ خوبی ہے
جو تجھے دیکھ لے ترا ہو جائے

خود کو ایسی جگہ چُھپایا ہے
کوئی ڈھونڈے تو لا پتہ ہو جائے

میں تجھے چھوڑ کر چلا جاؤں
سایہ دیوار سے جُدا ہو جائے

بس وہ اتنا کہے مجھے تم سے
اور پھر کال منقطع  ہو جائے

دل بھی کیسا درخت ہے حافیؔ
جو تیری یاد میں ہرا ہو جائے

 

Tehzeeb Hafi Shayari in Hindi:

दिल मोहब्बत में मुबताला हो जाए
जो अभी तक नहीं हो सका हो जाए

तुझ में ये ऐब है के खूबसूरत है
जो तुझे देख ले त्रा हो जाए

खुद को ऐसी जग छुपाया है
कोई खोजे से ला पता हो जाए

में तुझे छोरे कर चला जाऊं
साया दीवार से जुडा हो जाए

बस वो इतना कहे तुम से
और फिर कल मुनकिता हो जाए

दिल भी कैसा दरख्त है हाफि
जो तेरी याद में हरा हो जाए



Tehzeeb Hafi Shayari in English:

Let the heart be in love
Which has not yet happened

There is something wrong with you
Whoever sees you

He has hidden himself in such a place
If anyone finds it, it will be unknown

Let me leave you
Let the shadow be separated from the wall

That's all he says to me
And then the call is disconnected

What a heart the tree is, Hafiz
Which will be green in your memory


Voice: Shazia Mariam


Other Links

- Quote on Life's Reality
- Ik Tera Hijr Daimi Hai Mujhe
- Ik Hawiley Hon Uss Ka Dar Bhi Hon

Tags:

Tehzeeb Hafi Shayari, Tehzeeb Hafi Poetry Status, Tahzeeb Hafi Ghazal, Love Sad Ghazal, Dard Bhari Ghazal Status, Dukhi Ghazal, Romantic Ghazal, Hindi Urdu Ghazal, Ghazal Urdu, Ghazal Shayari, Urdu Mein Ghazal, Sad Gajal Hindi, Love Sad Shayari, হিন্দি গজল উর্দু গজল, হিন্দি दुखी গজল হিন্দি दुखी शायरी

Post a Comment

Previous Post Next Post